Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics – Arijit Singh

Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics from Tu Jhoothi Main Makkar. Sung By Arijit Singh and Composed By Pritam.

Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics - Arijit Singh
Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics

Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics – Arijit Singh

Ishak mere yaara,
Tu kar le dobaara,
Bas ik baar mein hi,
Bhare na dil bechara…

Sang rehne ke shaam savere,
Kya karne hain vaade bathere,
Hai zindgani agar char din ki,
To lene hi kyun saat pehre…

Toone jawani mein seekha,
Na jaane kahan ka saleeka,
Jo pehle hi break up mein,
Dil ne tere give up kar diya…

Ek baar hi kiya to yaaron,
Pyaar kya kiya,
Ek baar hi kiya to yaaron,
Pyaar kya kiya…

Pyaar hota hota hota kayi baar hai,
Sirf ek pe kiya to dil nisaar kya kiya,
Sirf ek pe kiya to dil nisaar kya kiya,
Pyaar hota hota hota kayi baar hai,
Pyaar hota hota hota kayi baar hai…

Pehli mohabbat mein to,
Lagta yahi hai darling,
Mar jaunga jo mujhko yeh na mili…

Agli dafa mohabbat hoti hai to lagta hai,
Yeh wali mujhko pehle kyun na mili,
Woh dil kya bhala, Jo toota na kabhi…

Pehli dafa chot kha ke,
Kyun dil ko lagana hi chhodein,
Sab kuchh mohabbat mein chalta hai to,
Kyun na do char dil hum bhi todein…

Toone jawani mein seekha,
Na jaane kahan ka saleeka,
Jo pehle hi break up mein,
Dil ne tere give up kar diya…

Ek baar hi kiya to yaaron,
Pyaar kya kiya,
Ek baar hi kiya to yaaron,
Pyaar kya kiya…

Pyaar hota hota hota kayi baar hai,
Sirf ek pe kiya to dil nisaar kya kiya,
Sirf ek pe kiya to dil nisaar kya kiya,
Pyaar hota hota hota kayi baar hai,
Pyaar hota hota hota kayi baar hai…

Tainu pyaar di lor ae,
Chahida kinna ve,
Kadi das de yaar nu,
Inna inna ve…

Ae lo ae lo,
Tainu pyar di lor ae,
Chahida kinna ve…

Twaadi khidmat vich haazir,
Ae lo ae lo,
Pyaar hota hota hota kayi baar hai…
!! Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics !!

You May Also Like -:

Arijit Singh Song Video !